Sunday, February 28, 2010

Rang de chunariya, rang de chunariya

Rang de chunariya, rang de chunariya






 Rang de chunariya, rang de chunariya


Shyam piya mori rang de chunariya

Lal na rangaoon hari no rangaoon


Apne hi rang me rang de chunariya


Bina rangaye mein to ghar nahin jaoongi


Biti jaaye sari umariya


Meera ke prabhu girdhar nagar


Jal se patla kaun hai,kaun bhoomi se bhari


Kaun agan se tej hai kaun kajal se kali


Jat se patla gyan hai, paap bhoomi se bhari


Krodh agan se tej hai aur kalank kajal se kali


Meera ke girdhar nagar


Prabhu charan mein,


hari charan mein


Shyaam charan mein, l


agi nazaria


Shyaam piya mori rang de chunariya

No comments:

Post a Comment

RADHE RADHE3

100 Important Questions for Banking Awareness 1. RBI’s open market operation transactions are carried ...